
4:125
Iman walo kelie namune
6:74to80
Wah waqt yad karne laiq hai jab Ibrahim as ne baap Aazar se kaha. Kya tu buto ko mabud banata hai beshak mai tujh ko aur tumhari qaum ko gumrahi me dekhta hu. Aur hum e Ibrahim as ko asman aur zamin ki makhlooq dikhayi taki wah mukammal iman karne wala ho jaye. Fir jab raat ki tariki chha gayi to Ibrahim as ne ek sitara dekha. Ibrahim as ne kaha ye mera rab hai lekin jab wah doob gaya to Ibrahim as ne kaha mai doobne walo ko pasand nahi karta. Fir Jab chand ko dekha chamakta hua to kaha ye mera rab hai lekin jab wah bhi doob gaya to Ibrahim as ne kaha agar mujhko mere rab ne hidayat na ki to mai gumrah logo me se ho jaunga. Fir jab Suraj ko dekha chamakta hua to kaha ye mera rab hai aur ye sabse bara hai fir jab wah bhi doob gaya to Ibrahim as ne kaha Mai tumhare shirk se bazaar hu. Mai apna rukh uski taraf karta hu jisne asmano aur zamin ko paida kya yaksu hokar. Aur mai shirk karne walo me se nahi hu. Aur unki qaum ne hujjat shuru kar di.
6:82
Aur jo log iman late hai aur shirk nahi karte aise logo ke lie aman hai
15. Hud alaihis salaam
7 :65to72
11 :49to60
14 :9to17
25 :38,39
26 :132to139
29 :38
41 :13,16
46 :21to26
51 :41,42
53:50
54:18to20
69:4to8
89:6to68
16. Idris & Ilyas alaihis salaam
6 :85
19 :56,57
21 :58
37 :123to132
17. Yas’a alaihis salaam
6 :86
38 :48
18.
10 Comments
I love Islam and people working on it. May God help you.
Very good Story
good
thats it..no problem if peoples are not showing interest,but u have done great job dear.nice
Masha Allah Gr8 Post
Masha Allah Great Post,,,,,,,,,,,,
suhanullah